Uttarakhand TET Result 2021 Released :- Hello Friends, Uttarakhand Teacher Eligibility Test (TET) Paper I & Paper II Result 2021 online release kar diya gaya hai. Uttarakhand Board of School Education (UBSE) ne TET Result online mode me apne official website par jari kiya hai. Yadi aap bhi Uttarakhand TET Exam me shamil the, To aap apna Result is post me diye gaye direct link se check kar sakte hai.
Uttarakhand Board of School Education (UBSE) ne 24th March 2021 ko Teacher Eligibility Test (TET) Exam ka aayojan kiya tha, Jiska Result ab ready kiya ja chuka hai, Aur UBSE Board ne apne official website @ubse.uk.gov.in par TET Result jari bhi kar diya hai. Aap apna TET Paper I & Paper II Result download karne ke liye Registration Number & Password ka upyog kar sakte hai.
Latest Update :- Uttarakhand Teacher Eligibility Test (TET) 2021 Result online 30th April 2021 ko jari kar diya gaya hai. Aap sabhi candidates apna Result download karne ke liye is post me diye gaye direct link upyog kar sakte hai.
Uttarakhand TET 2021 Result
Uttarakhand Board of School Education (UBSE) ne Teacher Eligibility Test (TET) 2021 ke liye notification release kiya tha, Jiske bad Uttarakhand ke bahut sare candidates ne is exam ke liye apply kiya tha, Yadi aapne bhi TET Paper I & Paper II ke liye apply kiya hai, To aap apna Result UBSE ke official website @ubse.uk.gov.in se download kar sakte hai. UTET 2021 Result 30th April 2021 ko jari kiya gaya hai, Jise aap yaha diye gaye link se check kar sakte hai.
Uttarakhand Teacher Eligibility Test Result 2021 online UBSE ke official website @ubse.uk.gov.in se download kiya ja sakta hai. Hamne aaj ke is post me Uttarakhand TET Result 2021 download karne ke liye direct link share kiya hai. Uttarakhand TET Result 2021 online kaise download karna hai, Iski jankari niche share kiya gaya hai.
Uttarakhand TET Result 2021 Overview
Organization Name | Uttarakhand Board Of School Education (UBSE) |
Exam Name | Teacher Eligibility Test (TET) |
Article Name | UTET Result 2021 |
Exam Date | 24th March 2021 |
Result Release Date | Released On 30th April 2021 |
Selection Process | Written Test, Interview |
Job Location | Uttarakhand |
Official Website | ubse.uk.gov.in |
Uttarakhand TET Merit List 2021
Uttarakhand Teacher Eligibility Test Exam 24th March 2021 ko aayojit kiya gaya hai. Jo bhi candidates Uttarakhand TET exam me shamil ho chuke hai, Ve apna Result & Merit List online download kar sakte hai. Uttarakhand TET Result & Merit list kaise download karna hai, Iski sabhi jankari niche share ki gayi hai.
Sabhi candidates jo Uttarakhand Teacher Eligibility Test Exam me qualify karenge, Vo iske physical Exam me shamil ho sakte hai. Niche hamne Uttarakhand Teacher Eligibility Test Result online download karne ke liye step by method share kiya hai.
Uttarakhand TET Cut Off Marks 2021
Category | Min. Qualifying Percentage | Max. Qualifying Marks |
SC/ ST | 40% | 60 |
OBC/ PwD/ Dependents Of Freedom Fighters/ Ex-Servicemen | 50% | 75 |
General | 60% | 90 |
How To Download Uttarakhand TET Result 2021?
Yadi aap Uttarakhand Teacher Eligibility Test Result 2021 online download karna chahte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow kare :-
- Sabse pahle aap UBSE ke official website @ubse.uk.gov.in par visit kare.
- Iske official website ke home page page “Result” section par click kare.
- Ab iske agle page se “Teacher Eligibility Test Result 2021” ke link par click kare.
- Ab aap apna Registration Number & Date of Birth enter kare.
- Details submit karte hi, Answer Key online show ho jayega.
- Iske bad Answer Key download kare, Aur ek print out nikal len.
Important Links To Download Result
Uttarakhand TET Result 2021 | Click Here To Download |
Official Website | http://joinindianarmy.nic.in/ |
Conclusion
Aap sabhi candidates Uttarakhand TET Exam Result 2021 upar diye gaye link se download kar sakte hai. Yaha hamne TET Exam Result se related sabhi jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi Result se related koi question puchna hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai. Hamari “University Exam Result” ki team aapki har sambhav madad karegi.
Leave a Reply