UP NHM Lab Technician Recruitment 2022 :- Hello Friends, UP National Health Mission (NHM) ne Lab Technician ke 2900+ Post ke liye recruitment exam conduct karne ja raha hai. Yadi aap bhi Uttar Pradesh me government job search kar rahe hai, To aapk Lab Technician Recruitment ke liye jarur apply karna chahiye. Sabhi interested candidates 18th December 2021 se 07th January 2022 tak UP NHM Lab Technician Vacancy ke liye online form apply kar sakte hai.
UP NHM ne Lab Technician ke 2900+ Post par Vacancy nikala hai. Aap sabhi candidates sabse pahle iska Notification dhyan se padh len, Aur yadi aap is Lab Technician Recruitment ke liye Eligible hai, To aap iske liye Online Application Form bhar sakte hai. Aap sabhi candidates is post me UP Lab Technician Recruitment 2021-22 se related sabhi details jaise ki Age limit, educational qualification, selection process, application fee etc. ke bare me jan sakte hai.
Latest Update :- UP NHM ने Lab Technician के 2900+ रिक्त पदों को भरने के लिए आवेदन फॉर्म जारी किया है, सभी इच्छुक एवं योग्य उम्मीदवार 18 दिसम्बर 2021 से Lab Technician Vacancy के लिए आवेदन कर सकते है. UP NHM Lab Technician Recruitment 2021-22 से सम्बंधित सभी जानकारी इस आर्टिकल में शेयर किया गया है.
UP NHM Lab Technician Recruitment 2022
Yadi aap sabhi candidates UP NHM Lab Technician Recruitment ke liye Online Apply karna chahte hai, To sabhi candidates ko sabse pahle bata den ki UP NHM ne Lab Technician ke 2900+ Post ke liye Recruitment notification release kiya hai. Aap jis post ke liye eligible hai, Sirf usi post ke liye Online Application Form bhar sakte hai. Niche aap UP NHM Lab Technician Recruitment Notification 2021-22 check kar sakte hai.
UP NHM ne Lab Technician Recruitment ke liye notification release kiya hai, UP NHM ke is Lab Technician Recruitment job ke liye online kaise apply kar sakte hai, Iski jankari niche share ki gayi hai. UP NHM Lab Technician Recruitment 2022 ke liye Form apply karne ke liye Direct link & Step by step method niche share kiya gaya hai.
UP NHM Lab Technician Recruitment 2022 – Overview
Department Name | UP National Health Mission (UP-NHM) |
Recruitment Name | Lab Technician |
Total No. Of Posts | 2900+ Post |
Article Name | UP NHM Lab Technician Recruitment 2021 |
Form Apply Date | 18th Dec 2021 to 07th Jan 2022 |
Form Apply Mode | Online Only |
Selection Process | Written Examination & Interview |
Official Website | https://www.upnrhm.gov.in/ |
UP NHM Lab Technician Recruitment 2022 (2900+ Post)
Uttar Pradesh ke jo bhi candidates Lab Technician ke 2900+ Post par online application form apply karna chahte hai, To Unke pass kuch qualification hona chahiye. Sabhi candidates ki age 18 Year – 40 Year ke bich honi chahiye. Niche aap is Recruitment ki eligibility criteria check kar sakte hai.
Total Vacancy : 2900+ Post
Post Name | Gen. | EWS | OBC | SC | ST | Total |
Blood Cell (Blood Bank) Lab Technician | 32 | 06 | 07 | 19 | 0 | 64 |
Blood Cell (BCTV) Lab Technician | 09 | 01 | 0 | 05 | 0 | 15 |
Blood Cell (BSU) Lab Technician | 44 | 09 | 12 | 26 | 0 | 91 |
Community Process Lab Technician | 647 | 166 | 477 | 372 | 03 | 1665 |
NCD (NPPCF) Lab Technician | 04 | 0 | 0 | 0 | 0 | 04 |
NCD (NPCDCS) Lab Technician | 94 | 10 | 47 | 73 | 0 | 224 |
National Program (NTEP) Lab Technician | 10 | 01 | 02 | 04 | 0 | 17 |
National Program (NTEP) LT IRL/C&DST | 02 | 0 | 01 | 02 | 0 | 05 |
National Program (NTEP) LT+ CBNAAT LT | 74 | 17 | 42 | 37 | 01 | 171 |
National Program (NTEP) Senior LT EQA | 04 | 0 | 0 | 0 | 0 | 04 |
National Program (NTEP) Senior LT IRL | 07 | 02 | 04 | 08 | 0 | 21 |
National Program (NTEP) Senior LT C&DST | 08 | 02 | 05 | 08 | 0 | 23 |
NUHM Lab Technician (UCHC) | 62 | 17 | 42 | 51 | 03 | 175 |
NUHM Lab Technician (UPHC) | 03 | 0 | 01 | 02 | 0 | 06 |
National Program (NTEP) Senior Treatment Supervisor (STS) | 123 | 29 | 68 | 65 | 08 | 293 |
National Program (NTEP) STLS | 77 | 20 | 47 | 55 | 03 | 202 |
UP NHM Lab Technician Vacancy 2021-22 Eligibility Criteria
Educational Qualification
Name of Post | Qualification |
Lab Technican | Check notification for eligibility critera details |
Age Limit
- Minimum: 18 Years
- Maximum: 40 Years
Application Fee
- General, OBC Candidates : Rs. 00-)
- SC, ST Candidates : Rs. 00/-
- PH Candidates : Rs. 00/ –
How To Apply For UP NHM Lab Technician Recruitment 2022?
Yadi aap UP NHM Lab Technician Recruitment 2021 ke liye online Application form bharna chahte hai, To aap niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap UP NHM ke official website @www.upnrhm.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Latest Notification” section par click kare.
- Agle page se “Application Form For Lab Technician Recruitment 2021-22” ke link par click kare.
- Ab notification read kare, Aur “Apply online” par click kare.
- Aapke samne ke Application form open ho jayega, Jisme apni details enter kare.
- Application form bharkar, Documents upload kare.
- Lab Technician Application form ka Fee Pay kare, Aur For Submit kar den.
- Iske bad Application from ka ek print out nikal len.
Important Links
Apply Online Form | Click Here For Apply |
Download Notification | Click Here To Download |
Official Website | http://upnrhm.gov.in/ |
UP NHM Lab Technician Exam Admit Card 2022
UP ke jo bhi candidates Lab Technician Recruitment ke liye online application form bharte hai, Unka Admit Card January 2022 me UP NHM ke official website @www.upnrhm.gov.in par jari kar diya jayega. Sabhi candidates apna Admit Card Username & Password ke jariye Admit card download kar sakte hai.
Conclusion
Aap sabhi candidates UP NHM Lab Technician Recruitment 2022 ke liye application form upar diye gaye link se apply kar sakte hai. Yaha hamne UPSSSC Vacancy se related sabhi jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi is Vacancy se related koi question puchna hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai. Hamari “University Exam Result” ki team aapki madad karegi.
Leave a Reply