SBI Apprentice Recruitment 2021 :- Hello Friends, Yadi aap State Bank of India (SBI) me Job ki khoj kar rahe hai, To aapke liye ek good news hai. SBI ne Apprentice Recruitment 2021 ke liye official notification release kiya hai. State Bank of India ne Apprentice ke 6100 Post ke liye recruitment notification release kiya hai. Jo bhi candidates SBI me Job ki khoj kar rahe the, To ve ab Apprentice Recruitment ke liye online application form apply kar sakte hai.
State Bank of India (SBI) ne Apprentice ke 6100 Various Post par Vacancy nikala hai. Aap sabhi candidates sabse pahle iska Notification dhyan se padh len, Aur yadi aap is SBI Apprentice Recruitment ke liye Eligible hai, To aap iske liye Online Application Form bhar sakte hai. Aap sabhi candidates is post me SBI Apprentice Recruitment 2021 se related sabhi details jaise ki Age limit, educational qualification, selection process, application fee etc. ke bare me jan sakte hai.
Latest Update :- SBI Apprentice Recruitment 2021 ke liye sabhi Eligible candidates 06th July 2021 se 26th July 2021 tak online application form bhar sakte hai. SBI Apprentice Vacancy 2021 (6100 Post) ke liye online application form kaise bharna hai, Iski jankari niche share ki gayi hai.
SBI Apprentice Recruitment 2021
Yadi aap sabhi candidates SBI Apprentice Recruitment ke liye Online Apply karna chahte hai, To sabhi candidates ko sabse pahle bata den ki State Bank of India (SBI) ne Apprentice ke 6100 Post ke liye Recruitment notification release kiya hai. Aap jis post ke liye eligible hai, Sirf usi post ke liye Online Application Form bhar sakte hai. Niche aap SBI Apprentice Recruitment (State Wise Seat) 2021 dekh sakte hai.
State Bank of India ne Apprentice Recruitment ke liye State Wise Seat release kiya hai, Aap jis state ka candidate hai, Us state me total kitne seat hai, Iski jankari niche share ki gayi hai. SBI ke is Apprentice Recruitment job ke liye online kaise apply kar sakte hai, Iski jankari niche share ki gayi hai. SBI Apprentice Recruitment 2021 ke liye Form apply karne ke liye Direct link & Step by step method niche share kiya gaya hai.
SBI Apprentice Vacancy 2021 – Overview
Department Name | State Bank of India (SBI) |
Recruitment Name | Apprentice |
Total No. Of Posts | 6100 Post |
Article Name | SBI Apprentice Recruitment 2021 |
Form Apply Date | 06th July 2021 to 26th July 2021 |
Form Apply Mode | Online Only |
Selection Process | Written Examination & Interview |
Official Website | https://ibpsonline.ibps.in/ & https://www.sbi.co.in/ |
SBI Apprentice Recruitment (6100 Post) – Apply Online
State Bank of Indian ne Apprentice Recruitment me 6100 Post liye notification online release kiya hai. Jo bhi candidates SBI Department me 6100 Post par Clerk Job ke liye apply karna chahte hai, To Unke pass Bachelor Degree hona chahiye. Sabhi candidates ki age 20 Year – 28 Year ke bich honi chahiye. Niche aap is Recruitment ki eligibility criteria check kar sakte hai.
Aap sabhi Candidates ke sath is post me SBI Apprentice Vacancies, Age limitation, Education Qualification Criteria, Pay Scale, Application Fee, Exam Syllabus, Selection Process, Important Dates jaisi details share ki gayi hai. Hamne Application form bharne ke liye step by step method share kiya hai, Iske sath Online Form bharne ke liye direct link bhi share kiya hai.
State Bank of India Apprentice Vacancy Details 2021
Total Vacancy : 6100 Post (State Wise)
State Name | General | OBC | EWS | SC | ST | Total |
Andaman & Nicobar | 7 | 2 | 1 | 0 | 0 | 10 |
Andhra Pradesh | 40 | 27 | 10 | 16 | 7 | 100 |
Arunachal Pradesh | 9 | 0 | 2 | 0 | 9 | 20 |
Assam | 111 | 67 | 25 | 17 | 30 | 250 |
Bihar | 24 | 13 | 5 | 8 | 0 | 50 |
Chandigarh | 13 | 6 | 2 | 4 | 0 | 25 |
Chhattisgarh | 31 | 4 | 7 | 9 | 24 | 75 |
Goa | 29 | 9 | 5 | 1 | 6 | 50 |
Gujarat | 318 | 216 | 80 | 56 | 120 | 800 |
Haryana | 67 | 40 | 15 | 28 | 0 | 150 |
Himachal Pradesh | 82 | 40 | 20 | 50 | 8 | 200 |
Jammu & Kashmir | 44 | 27 | 10 | 8 | 11 | 100 |
Jharkhand | 11 | 3 | 2 | 3 | 6 | 25 |
Karnataka | 80 | 54 | 20 | 32 | 14 | 200 |
Kerala | 41 | 20 | 7 | 7 | 0 | 75 |
Laddakh | 6 | 2 | 1 | 0 | 1 | 10 |
Madhya Pradesh | 31 | 11 | 7 | 11 | 15 | 75 |
Maharashtra | 167 | 101 | 37 | 37 | 33 | 375 |
Manipur | 10 | 2 | 2 | 0 | 6 | 20 |
Meghalaya | 21 | 2 | 5 | 0 | 22 | 50 |
Mizoram | 8 | 1 | 2 | 0 | 9 | 20 |
Nagaland | 9 | 0 | 2 | 0 | 9 | 20 |
Odisha | 160 | 48 | 40 | 64 | 88 | 400 |
Pondicherry | 6 | 2 | 1 | 1 | 0 | 10 |
Punjab | 148 | 76 | 36 | 105 | 0 | 365 |
Rajasthan | 261 | 130 | 65 | 110 | 84 | 650 |
Sikkim | 11 | 6 | 2 | 1 | 5 | 25 |
Tamil Naidu | 40 | 24 | 9 | 17 | 0 | 90 |
Telangana | 52 | 33 | 12 | 20 | 8 | 125 |
Tripura | 9 | 0 | 2 | 3 | 6 | 20 |
Uttar Pradesh | 361 | 236 | 87 | 183 | 8 | 875 |
Uttrakhand | 72 | 16 | 12 | 22 | 3 | 125 |
West Bengal | 288 | 157 | 71 | 164 | 35 | 715 |
SBI Apprentice Recruitment 2021 Eligibility Criteria
Education Qualification :
- Candidates Passed/ Appearing Bachelor Degree In Any Stream From Recognized University.
- Read The Notification For More Details.
Age Limit :
- Min. Age : 20 Yrs.
- Max. Age : 28 Yrs.
- Read The Notification For Age Relaxation.
Application Form Fee:
- General, OBC Candidates : Rs. 300/-
- SC, ST Candidates : Rs. 0/-
- PH Candidates : Rs. 0/-
How To Apply For SBI Apprentice Recruitment 2021?
Yadi aap SBI Apprentice Vacancy 2021 ke liye online Application form enter karna chahte hai, To aap niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap SBI ke official website @https://ibpsonline.ibps.in/ par visit kare.
- Iske home page par “Latest Notification” section par click kare.
- Agle page se “Application Form For Apprentie 2021” ke link par click kare.
- Ab notification read kare, Aur “Apply online” par click kare.
- Aapke samne ke Application form open ho jayega, Jisme apni details enter kare.
- Application form bharkar, Documents upload kare.
- Application form ka Fee Pay kare, Aur For Submit kar den.
- Iske bad Application from ka ek print out nikal len.
Important Links To Apply Online
SBI Apprentice Recruitment 2021 | Click Here For Apply |
SBI Apprentice Job Notification | Click Here |
SBI Official Website | https://www.sbi.co.in/ |
SBI Apprentice Exam Admit Card 2021
Jo bhi candidates SBI Apprentice ke liye online application form bharte hai, Unka Admit Card August 2021 me SBI ke official website @www.sbi.co.in par jari kar diya jayega. Sabhi candidates apna Admit Card Username & Password ke jariye Admit card download kar sakte hai.
SBI Apprentce Exam Result 2021
SBI Apprentice 2021 iske exam ke 2 month bad jari kiya jayega. SBI apne official website par hi Clerk Result jari karega. Aap sabhi candidates apne Roll Number & Date of Birth ke jariye Admit Card download kar sakte hai. Ham Result jari ho jane par ek direct link share karenge, Jiske jariye aap aasani se Result download kar sakte hai.
Conclusion
Aap sabhi candidates SBI Apprentice Recruitment 2021 ke liye application form upar diye gaye link se apply kar sakte hai. Yaha hamne SBI Apprentice Job Vacancy se related sabhi jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi is Vacancy se related koi question puchna hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai. Hamari “University Exam Result” ki team aapki madad karegi.
Leave a Reply