Navodaya Vidyalaya Result 2024 घोषित 6th & 9th Class (Link), JNVST Entrance Merit List

Jawahar Navodaya Vidyalaya Result 2024 :- Hello Friends, Jawahar Navodaya Vidyalaya ne Class 6th & Class 9th Entrance Exam Result Date release kar diya hai. India ke jo bhi students Navodaya Vidyalaya me Admission lene ke liye Entrance Exam me shamil huye hai, Ve apna Result online check kar sakte hai. Sabhi students is page me diye gaye Direct link se Jawahar Navodaya Vidyalaya Result 2024 online check kar sakte hai.

Latest Update:- जवाहर नवोदय विद्यालय ने Class 6th & 9th Entrance Exam Result 2024 ऑनलाइन जारी कर दिया है, यह रिजल्ट ऑनलाइन इसके ऑफिसियल वेबसाइट @navodaya.gov.in पर जारी किया गया है. सभी स्टूडेंट्स Class 6th & 9th Result 2024 ऑनलाइन इस आर्टिकल में दिए गए लिंक से चेक कर सकते है.

Jawahar Navodaya Vidyalaya ne Class 6th Entrance Exam 2024 ko aayojit kiya hai, Jiske bad jo bhi students iske exam me shamil ho chuke hai, Ve apna Result July 2024 me online check kar sakte hai. Navodaya Vidyalaya Class 9th Entrance Exam ka result July 2024 me jari karega. Yadi aap bhi Navodaya Vidyalaya Exam me shamil the, To ab aap apna Result online check kar sakte hai.

Navodaya Vidyalaya Entrance Exam Result 2024

Jawahar Navodaya Vidyalaya (JNV) ne Class 6th & Class 9th me Admission ke liye Entrance Exam ka aayojan kiya hai, Yadi aapne bhi Navodaya Vidyalaya me Admission ke liye apply kiya hai, Aur iske entrance exam me shamil huye hai, To aap sabhi students ke jankari ke liye bata den ki, JNV Class 6th & 9th Result June 2024 me jari karne vala hai. Aap sabhi students apna Result is post me diye gaye direct link se check kar sakte hai.

Navodaya Vidyalaya Samiti bahut hi jald Class 6th & Class 9th students ke selection ke liye Merit list release karega, Jise aap sabhi students download karenge. Yadi aapka naam Navodaya Vidyalaya ke Merit list me shamil hoga, Tab jakar aap Navodaya Vidyalaya me Admission le sakte hai. Jawahar Navodaya Vidyalaya Result online kaise check karna hai, Iski puri jankari hamne niche is post me share kiya hai.

JNVST Class 6th & Class 9th Result 2024 Details

Board NameNavodaya Vidyalaya Samiti (NVS)
Exam NameJawaharlal Navodaya Vidyalaya Selection Test (JNVST)
Article NameNVS Entrance Exam Result 2024
ClassesClass 6th & 9th
Result StatusTo Be Released
Result ModeOnline
Official WebsiteWww.Navodaya.Gov.In

Navodaya Vidyalaya 6th & 9th Result 2024

India ke jin bhi students ne Navodaya Vidyalaya me Class 6th or Class 9th me Admission lene ke liye Entrance Exam me shamil huye hai, Ve apne Result ka wait kar rahe hai. Aise sabhi students ko suchit kiya jata hai ki Navodaya Vidyalaya ne Result & Merit list online jari kar diya hai. Sabhi students apne Result online mode me JNV ke official website @navodaya.gov.in se check kar sakte hai.

How To Check Navodaya Vidyalaya Entrance Result 2024?

Yadi aap Navodaya Vidyalaya Class 6th & 9th Result online check karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-

  • Sabse pahle aap Navodaya Vidyalaya ke official website @navodaya.gov.in par visit kare.
  • Iske official website ke home page page “Result” section par click kare.
  • Ab iske agle page se “Class 6th & 9th Result 2024” ke link par click kare.
  • Ab aap apna Registration Number & Date of Birth enter kare.
  • Details submit karte hi, Answer Key online show ho jayega.
  • Iske bad Answer Key download kare, Aur ek print out nikal len.

Important Links To Download Result

JNVST Class 6th Result 2024Click Here To Download
JNVST Class 9th Result 2024Click Here To Download
Official Websitehttps://navodaya.gov.in/

Navodaya Vidyalaya Class 6th Cut Off Marks 2024

CategoryExpected Cut-Off Marks
General (UR)73%
Schedule Caste (SC)63%
Schedule Tribe (ST)58%
Other Backward Caste (OBC)69%

Conclusion

Aap sabhi candidates Jawahar Navodaya Vidyalaya Entrance Exam Result 2024 upar diye gaye link se download kar sakte hai. Yaha hamne Navodaya Exam Result se related sabhi jankari di hai.

Yadi aapko abhi bhi Result se related koi question puchna hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai. Hamari Univ Exam Result” ki team aapki har sambhav madad karegi.

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*