JPU PG Admission 2022 :- Hello Friends, Jai Prakash University (JPU) ne Post Graduate (MA MSc MCom) Admission Session 2021-23 ke liye Online form release kar diya hai. Jo bhi candidates JPU PG Admission 2022 lena chahte hai, Ve online iske official website @www.jpv.bihar.nic.in se online form fill up kar sakte hai.
JP University ne PG Admission Session 2021-23 ke liye notification release kiya hai, Jiske anusar sabhi candidates January 2022 ke Last week se online form fill up kar sakte hai. Jai Prakash University PG Admission Form 2022 online kaise bharna hai, Iski sabhi jankari is post me share ki gayi hai.
Latest Update :- जय प्रकाश यूनिवर्सिटी (JPU) ने पोस्ट ग्रेजुएशन (MA MSc MCom) कोर्सेज में एडमिशन की प्रक्रिया शुरू कर दिया है. JPU ने अपने ऑफिसियल वेबसाइट पर PG Admission 2021-23 के लिए आधिकारिक अधिसूचना जारी कर दिया हैं, सभी उम्मीदवार इस आर्टिकल में एडमिशन से सम्बंधित सभी जानकारी प्राप्त कर सकते है.
JPU PG Admission 2022 (Session 2021-2023) ke liye online form fill up karne vale sabhi candidates is article me Admission Schedule, Online Form & Merit List online check kar sakte hai. Aap sabhi cadidates JPU PG Admission ke liye online form niche diye gaye link se fill up kar sakte hai.
JPU PG Admission 2022 (Session 2021-23)
Jai Prakash University (JPU) ne apne official website @www.jpv.bihar.nic.in par PG (MA MSc MCOm) Admission 2022 ke liye notification jari kar diya hai. Jo bhi candidates session 2021-23 me MA MSC MCom Courses me admission lena chahte hai, Ve JPU ke official website par jakar PG Admission Online Form fill up kar sakte hai.
जय प्रकाश विश्विद्यालय पीजी एडमिशन के लिए ऑनलाइन आवेदन शुरू करने के लिए यूनिवर्सिटी की तरफ से ऑफिसियल नोटिफिकेशन जारी कर दिया गया है. जिसके अंतर्गत अभ्यर्थी January 2022 से MA MSc MCom में एडमिशन लेने के लिए ऑनलाइन आवेदन कर सकते है. JPU PG Admission के लिए ऑनलाइन फॉर्म भरने की पूरी प्रक्रिया निचे साझा की गयी है.
Update:- Jai Prakash University will soon start the PG (MA MSc MCom) Admission 2021-23 process. All Candidates Can Fill Post Graduation Admission Online Form 2022 Through Direct Link Given Below.
JP University PG Admission 2022 – Overview
Yahan is post me aapko bataya ja raha hai ki kaise aap JPU PG Admission Form 2022 Fill UP kar sakte hai. Uske saath hi niche direct link diya ja raha hai jahan se PG (MA MSc MCom) Admission Form Fill up kiya jayega.
University Name | Jai Prakash University (JPU) |
Article Name | PG Admission 2022 |
Courses | Post Graduation (MA MSc MCom) |
Session | 2021-2023 |
Apply Start Date | January 2022 |
Apply End Date | Update Soon |
Application Mode | Online |
Official Website | www.jpv.bihar.nic.in |
Jai Prakash University MA MSc MCom Admission Online Form 2022
JP University PG Admission January 2022 se shuru kar diya jayega. JPU PG (MA MSc MCom) Admission 2021-23 karne ke bare me sabhi update niche share kiya jayega. Jai pRakash University Post Graduation Course me Admission lene ke bare me puri jankari aap sabhi ke sath niche share ki gayi hai.
Aap sabhi students ko JPU me Admission lene ke liye sabse pahle Admission Form bharna hoga, Jiske bad aapke qualification ke anusar Merit List me aapka naam add kiya jayega. JPU PG Admission Form 2022 online kab, kaha aur kaise bharna hai, Iski puri details jankari niche share ki gayi hai.
JPU PG Admission Online 2022 – Important Dates
Events | Important date |
Official notification For PG Admission issued on | January 2022 |
Start of online application for JPU PG Admission | January 2022 |
Application deadline for JPU PG Admission | January 2022 |
Announcement of JPU PG Admission merit list | February 2022 |
Admission process started | March 2022 |
JP University Post Gradute Admission 2022 Update
JPU jab bhi PG Admission Online Form 2022 jari karta hai, Ham uski jankari sabse pahle isi post me denge. Jiske bad aap apne Is post me diye gaye direct link se PG Admission Form Fill Up kar sakte hai. JPU PG Admission 2022 Fill Up karne ke liye niche diye gaye steps follow kare.
How To Fill Up JPU PG Admission Form 2022 Session (2021-23)?
JP University ke jo bhi candidates Post Graduation (MA MSc MCom) Admission lena chahte hai, Ve niche diye gaye steps ke anusar Admission form bhar sakte hai :-
- Sabse pahle aap JPU ki official website @www.jpv.bihar.nic.in par visit kare.
- Iske home page par “PG Admission 2021-23 Online Form” ke link par click kare.
- Ab ek naya page khulega, Jaha “Click Here for PG Admission 2021-23 Online Form” ke link par click kare.
- Ab ek Application Form aapke screen par khul jayega.
- Apna sabhi personal details enter kare.
- Admission form bharne ke bad, Iska Fee pay kar den.
- Admission form ka ek print out nikal kar, apne College me jama kar den.
Important Links For PG Admission 2022
PG Admission Online Form | Click Here |
Read Notification | Click Here |
Join Telegram Group | Click Here |
Official Website | Click Here |
About Jai Prakash University (JPU)
Jai Prakash University was established in the year of 1990 to serve the needs of higher and quality education for the people of Saran commisionary. It is situated on the outskirts of Chapra city covering an estimated area of 280 acres. The university offers courses at both undergraduate and postgraduate levels in most of the subjects.
The university comprises of 21 constituent and 12 affiliated colleges situated in the districts of Chapra, Siwan, and Gopalganj. Other than this, the university also comprises of 16 affiliated B. Ed. Colleges, an engineering college namely Loknayak Jai Prakash Engineering College, and a recently proposed medical college.
Conclusion
Aap sabhi students JP University PGAdmission Online Form 2022 upar diye gaye link se online apply kar sakte hai. Yaha hamne JPU PG Admission Session 2021-23 se related sabhi jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi Admission se related koi question puchna hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai. Hamari “University Exam Result” ki team aapki madad karegi.
Leave a Reply