Indian Navy MR Recruitment 2021 :- Hello Friends, Indian Navy ne Matric Recruit (MR) ke 350 Post ke liye recruitment notification release kiya hai. Yadi aap Indian Navy me MR (Chef, Steward, Hygienist) ka job karna chahte hai, To aapke liye yah ek sunhara mouka savit ho sakta hai. India Navy ne MR Recruitment ke liye notification release kar diya hai, Jise check karke aap online Application Form fill up kar sakte hai.
Indian Navy MR Recruitment 2021 ke liye Application form 19th July 2021 se 23rd July 2021 tak accept karega. Aap sabhi interested candidates sabse pahle iska notification check karle, Yadi aap iske liye eligible hai, To aap niche diye gaye link se form bhar sakte hai. Indian Navy MR Recruitment 2021 se related Eligibility, Age limit, Selection Process, Important Dates, Exam Pattern details niche is post me share kiya gaya hai.
Latest Update :- Indian Navy Matric Recruit (MR) (350 Post) Recruitment 2021 ke liye sabhi candidates 19th July 2021 to 23rd July 2021 tak online form bhar sakte hai. Yaha hamne niche Online apply karne ke liye direct link share kiya hai.
Indian Navy MR Recruitment 2021 – Apply Online
Yadi aap Indian Navy me Matric Qualification ke sath job ki khoj kar rahe hai, To aapke liye yah sunhara mouka ho sakta hai. Aap sabhi candidates Indian Navy ke official website par jakar 19th July 2021 to 23rd July 2021 tak MR Recruitment ke liye online application form bhar sakte hai. India ke jo bhi candidates MR vacancy ke liye apply karna chahte hai, Ve niche diye gaye link se online application form bhar sakte hai.
Indian Navy MR Vacancies se related age limitation, Education Qualification Criteria, Pay Scale, Application Fee, Exam Syllabus, Selection Process, Important Dates jaisi details share ki gayi hai. Hamne Application form bharne ke liye step by step method share kiya hai, Iske sath Online Form bharne ke liye direct link bhi share kiya hai.
Indian Navy Matric Recruit (MR) Vacancy 2021 – Overview
Department Name | The Indian Navy (Join Indian Navy) |
Recruitment Name | Matric Recruit (MR) |
Total no. Of Post | 350 Post |
Registration Start Date | 19th July 2021 |
Registration Last Date | 23rd July 2021 |
Application Form Mode | Online Only |
Selection Process | Written Examination & Physical Test |
Official Website | www.joinindiannavy.gov.in |
Indian Navy SSR AA Job 2021 Eligibility Criteria
Education Qualification :
Name of Post | Qualification |
Matric Recruit (MR) | Must be passed 10 Class from recognised Board |
Age Limit :
- Candidates Born Between 1st April 2001 to 30th September 2004 (Both dates inclusive).
Application Form Fee:
- General, OBC Candidates : Rs. 0/- (Update Soon)
- SC, ST Candidates : Rs. 0/-
Physical Eligibility:
- Height : 157 CMS
- Chest Expansion : 05 CMS
- Running : 1.6 Km In 7 Minutes
- Squat Ups (Uthak Baithak) : 20 Times.
- Push Ups : 10 Times.
How To Apply For Indian Navy MR Recruitment 2021?
Yadi aap Indian Navy MR Recruitment 2021 ke liye online Application form bharna chahte hai, To aap niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap Indian Navy ke official website @www.joinindiannavy.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Latest Notification” section par click kare.
- Agle page se “Application Form For Matric Recruit (MR) Vacancy 2021” ke link par click kare.
- Ab notification read kare, Aur “Apply online” par click kare.
- Aapke samne ke Application form open ho jayega, Jisme apni details enter kare.
- Application form bharkar, Documents upload kare.
- Application form ka Fee Pay kare, Aur For Submit kar den.
- Iske bad Application from ka ek print out nikal len.
Important Links To Apply Online
Indian Navy MR Recruitment 2021 | Click Here For Apply |
Indian Navy MR Job Notification | Click Here To Download |
Indian Navy Official Website | https://www.joinindiannavy.gov.in/ |
Indian Navy MR Exam Admit Card 2021
Indian ke jo bhi candidates Indian Navy MR Recruitment ke liye online application form bharte hai, Unka Admit Card August 2021 me Indian Navy ke official website @www.joinindiannavy.gov.in par jari kar diya jayega. Sabhi candidates apna Admit Card Username & Password ke jariye Admit card download kar sakte hai.
Indian Navy MR Exam Result & Merit List 2021
Indian Navy MR Result 2021 iske exam ke 1 month bad jari kiya jayega. Indian Navy apne official website par hi MR Result jari karega. Aap sabhi candidates apne Roll Number & Date of Birth ke jariye Admit Card download kar sakte hai. Ham Result jari ho jane par ek direct link share karenge, Jiske jariye aap aasani se Result download kar sakte hai.
Conclusion
Aap sabhi candidates Indian Navy Matric Recruit (MR) Recruitment 2021 ke liye application form upar diye gaye link se apply kar sakte hai. Yaha hamne Indian Navy MR Job Vacancy se related sabhi jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi is Vacancy se related koi question puchna hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai. Hamari “University Exam Result” ki team aapki madad karegi.
Leave a Reply