Digital Health ID Card 2021 :- Hello Friends, India ke Prime Minister Narendra Modi ne Ayushman Bharat Digital Mission (ABDM) ka shuruat kiya hai, Is scheme ke tahat desh ke sabhi nagrikon ko Digital Health ID Card banvaya ja raha hai. Yadi aap is Digital Health ID Card online banvana chahte hai, To aaj ke is article me iski sabhi jankari share ki ja rahi hai. Digital Health ID Card kya hai, Aur iske liye online Apply kaise karna hai, In sabhi chijo ki jankari hindi me niche diya ja raha hai.
Ayushman Bharati Digital Mission (ABDM) ke antargat 14 Digit ka ek Unique Health ID Card banaya ja raha hai, Jiske jariye desh ke sabhi nagriko ka Medical History save kiya jayega. Iske sath hi is Digital Health ID Card kai aur fayde hai, Jiski sabhi jankari hamne niche share kiya hai.
UPDATE :- यदि आप भी अपना Digital Health ID Card बनवाना चाहते है, तो आपके जानकारी के लिए बता दें की इसके लिए ऑनलाइन आवेदन शुरू कर दिया गया है, सभी नागरिक इस आर्टिकल में बताए गए तरीके के अनुसार Health ID Card के लिए आवेदन और ऑनलाइन डाउनलोड कर सकते है.
Digital Health ID Card 2021 क्या है
India ke Prime Minister Narendra Modi ne 27 September 2021 ko “Ayushman Bharat Digital Mission” ki shuruat ki, Iske tahat desh ke har nagrik ka Unique Health ID Card banega. 14 Digit vale is card ko aapke Email ID se bhi joda jayega, Taki aap jab chahe tab apne Mobile par apna Health record check kar sake.
Digital Health ID Card ke jariye sabhi logo ko Medical Record ki file sath rakhne se chutkara milega, Kyonki is Digital Health ID Card ke jariye sabhi logo ki puri medical history ab is Unique ID me digital save ho jayega. Aap bhi is Digital Health ID Card ko online banva sakte hai.
What Is Digital Health ID Card? – डिजिटल हेल्थ कार्ड एक ऐसा कार्ड है जिसमे आपकी बिमारी, इलाज, दवा और मेडिकल टेस्ट से जुडी सभी जानकारी उपलब्ध होगा , इस Digital Health ID Card की मदद से किसी भी मरीज की पूरी मेडिकल हिस्ट्री का पता लगाया जा सकता है , इस कार्ड पर आपको 14 अंको का नंबर मिलेगा जिसकी मदद से मेडिकल हिस्ट्री कहीं भी और कभी भी ऑनलाइन देखा जा सकता है.
Digital Health Card 2021- Overview
Scheme Name | Ayushman Bharat Digital Mission (ABDM) |
Launched By | PM Narendra Modi |
Article Name | Digital Health ID Card 2021 |
Category | Government Health Scheme |
Scheme Objective | Store Patients Data Digitally |
Beneficiary | Indian Citizens |
Official Website | healthid.ndhm.gov.in |
Digital Health ID Card के लाभ एवं सुविधाएं
- देश के सभी नागरिक Health ID Card के जरिये अपने मेडिकल रिकॉर्ड को सुरक्षित रूप से स्टोर एवं एक्सेस कर सकेंगे.
- इस Health ID Card को उचित उपचार प्राप्त करने के लिए डॉक्टर्स और हॉस्पिटल के साथ साझा कर सकेगा.
- इस Health ID Card के माध्यम से सभी डॉक्टर्स को मरीज की मेडिकल हिस्ट्री के बारे में जानकारी प्राप्त हो सकेगी.
- इस हेल्थ कार्ड से कोई भी मरीज अपने पुराने सभी बिमारिओं की हिस्ट्री देख सकते है.
Digital Health ID Card ऑनलाइन कैसे बनायें?
Yadi aap Digital Health ID Card 2021 online banvana chahte hai, To aapke pass Mobile Number & Aadhar Card hona jaruri hai, Aap niche bataye gaye tarike ke anusar Health ID Card ke liye online apply kar sakte hai :-
- Sabse pahle aapko Central Govt. ke official website – healthid.ndhm.gov.in par jana hai.
- Iske home page par aapko “Create Health ID Card” ke link par click karna hoga.
- Ek naya page khulega, Jaha aap “Create Your Health ID” ke link par click kare.
- Ab yadi aap Aadhar Card ke jariye Health Card banvana chahte hai, To aap “Generate via Aadhar” ke link par click kare.
- Aur yadi aap Mobile Number ke jariye Health ID Card banvana chahte hai, To aap “Generate via Mobile” ke link par click karna hai.
- Ab aap apna Mobile Number ya Aadhar Number enter kare.
- Ab aapke Phone par ek OTP aayega, Jise website par enter kare.
- Ab ek form khulega, Jise aap ache se Fill up kare.
- Form fill up karne ke bad, Ise submit kare.
- Submit karne ke bad, Aapka Health ID Card Generate ho jayega.
Important Links
Digital Health ID Card | Apply Online |
Health ID Card Download | Download Here |
Official Website | https://ndhm.gov.in/ |
NOTE :- यदि आपको Health ID Card बनाने में किसी भी प्रकार की दिक्कत हो रही हा, तो आप निचे दिए गए विडियो में डिजिटल हेल्थ आईडी कार्ड को बनाने के लिए पूरा प्रोसेस शेयर किया गया है :-
Conclusion
Aap sabhi desh ke nagrik Digital Health ID Card 2021 upar diye gaye link se download kar sakte hai. Yaha hamne Digital Health ID Card se related sabhi jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi is scheme se related koi question puchna hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai. Hamari “University Exam Result” ki team aapki madad karegi.
Leave a Reply